Zameen o zamaan tumhare liyey makeeno makan tumhare liye by Zoqe Raza
Zameen o zamaan tumhare liyey makeeno makan tumhare liye by Zoqe Raza

Zameen o zaman tumhare liye makeeno makan tumhare liye || beautiful naat lyrics

Zameen o zamaan tumhare liyey makeeno makan tumhare liye
Chuneen o chunan tumhare liyay banay 2 jahan tumhare liye

Dahan main zuban tumhare liye badan main ha jan tumhare liye
Hum aay yahan tumharay liyey uthain b wahan tumhare liye

Farishtay khidam rasool hisham tamam e umam ghulam e karam
Wajood e adam hudoos o qadam jahan ma ayan tumhare liyey

Kaleem o naji, maseeh o safi, khaleel o razi, rasool o nabi
Ateeq o wasi, ghani o ali sanaa ki zuban tumhare liyey

Asalat e kul imamat e kul sayadat e kul amarat e kul
hakoomat e kul wilayat e kul khuda k yahan tumharay liye

Tumhari chamak tumhari dhamak tumhari jhalak tumharmehak
Zameen o falak simak o samak ma sikka nishan tumharay liyey

Na jinn o bashar k aathun pehar malaika der batista kamar
Na jubba o sir k qalb o jigar hain sajda kinan tumharay liye

Na rooh e ameen na arsh e bareen na loh e mubeen koi b kahin
Khabar he nahin jo ramzain khulin azal ki nihan tumharay liyey

Jinan ma chaman, chaman ma saman, saman ma phaban, phaban ma dulhan
Saza e mehan peh aisay minan yeh amn o aman tumharay liyey

Khalail o naji maseeh o safi sabhi se kahi kahin b bani
Yeh bekhabri k khalq phiri kahan se kahan tumharay liyey

Isharay se chand cheer diya 6upay huy khoor ko pher liya
Gy huy din ko asar kiya yeh tab o twan tumharay liyey

Saba wo chalay k bagh phalay wo phool khilay k din hn bhalay
Liwaa k talay snaa ma khilay RAZA ki zuban tumharay liyey

Written by Alahazrat

This Post Has 3 Comments

 1. Osama

  Mashallah subhanallah, most beautiful naat ever ❤️

 2. Sharjeel Farooqi

  MashaAllah

  1. Zoqe Raza Admin

   Jazakallah, please subscribe our newsletter for latest naat lyrics in Urdu

Leave a Reply